Hazaro pal tumharey bin
Na pouch kasey katey hain
Kabhi yaddain satati hain
kabhi mosam rultey hain
Hamara man rakh lena
Hamey dil main basa lena
Bohut totey huay dil se
bohut rotha nahi kartey
dost to ebadt hain
zamney se chuphtey hain
Usey ruswa nahi kartey
Suno aisa nahi kartey
Safar Tanha nahi kartey