jab se tum mere humsafar ban gaye
aise rahon mein phool hi phool bich gaye
tanha tanha chaltey they jindagi ke safar mein
miley jo tum humein jaise jeevan ke humsafr ban gye
ho gaye rahien asaan pyar ki manjil ki
jab se meri pyar ki tum manjil ban gaye
Jab koi zamane mein sahara nazar aaya Bas tu hi mujhe hamara nazar aaya Main teri dosti mein baitha raha aise Na toofan nazar aaya na kinara nazar aaya
Jab koi dost kisi dost k hak main dua krta hy to wo dua is k dost se pahly is k apny hak main kabool hoti hy!
,
,
,
,
,
,
,
ALLAH KARY TERA VIYYAA HO JAYE:)