!!!Eid ki Dua Sab Dostoon K Lieye!!! Saarey Jahan ki Khushiyaan uska Naseeb Karday, Hansta rahey Sada woh Ussey khushnaseeb karday, Kabhi Dil na uska Tootey Kabhi Chot (Zakham) na Woh khaaye, usko Wafa kYa RAB Itna Kareeb Karday, Us k Laboon pay ya RAB Sada hon Muskrahatain, Kismat mey uski Hansna Mere Habib Karday, Chal kar Jahan bhi JaayePhoolon k raastey hon, Manzil Har Khushi ki us k Kareeb karday, .DIL Mera Ab Tak Kahan Mutmaeen Huwa Hey!, us K Dukhoon ko Ya RAB Mera Naseeb Karday (AMEEN)
Eid ki Dua Sab Dostoon K Lieye Saarey Jahan ki Khushiyaan uska Naseeb Karday, Hansta rahey Sada woh Ussey khushnaseeb karday, Kabhi Dil na uska Tootey Kabhi Chot (Zakham) na Woh khaaye, usko Wafa kYa RAB Itna Kareeb Karday, Us k Laboon pay ya RAB Sada hon Muskrahatain, Kismat mey uski Hansna Mere Habib Karday, Chal kar Jahan bhi JaayePhoolon k raastey hon, Manzil Har Khushi ki us k Kareeb karday,. DIL Mera Ab Tak Kahan Mutmaeen Huwa Hey!, us K Dukhoon ko Ya RAB Mera Naseeb Karday
Eid K Din Aaj Roota huwa Ek Dost Bohat Yaad Aaya,Acha Guzra huwa Waqt Bohat Yaad Aaya,jo Mere Dard ko Seenay mey Chupa Leta tha,Aaj Jab Dard Huwa to Bohat Yaad Aaya