Dil jalon se dil jalon ka rabta acha laga, do ghari mil bethney ka silsla acha laga, koi khoobi tu na thi mujh mein k chaha jaon main, phir najaney kion usey chehra mera acha laga, baat meri or makhatab us ka hona gher se, us ka ye tarz-e-takalam bhi bara acha laga, sir merey siney pe rakh k us ne sharmatey hoay, sath jiney marney ka wada kia acha laga, apney chehrey par jo dekhey un k honton k nakosh, mudaton k bad mujh ko aaina acha laga.
Ab kya likhain kaghaz pr ab likhne ko kya baqi hy Ek dil tha wo toot gya ab tootne ko kya baqi hy Ek shaks ko humne chaha tha Ek rait pe naqsh bnaya tha wo rait to kb ki bikhr gae wo naqsh kaha ab baqi hy Hm jinko apni nazmo ka unwan bnaya krte thy lafzo ka bna k taj meheL kaghaz pr sjaya krte thy wo hmko akela chor gya sab rishto se mun mor gya ab raste sare sooney hain wo pyar kaha ab baqi hy Ab kya likhain kaghaz pr ab likhne ko kya baqi hay.
03467878471 1 shaks ko ye nmbr khuwab me nazar aya Usne 100 k load karwa deya, Ek ghante me us k dil ke murad puri ho gai Dosray ne isko jhot kaha Aur Easy Load na kia to uska mobl chori hogaya 3Sre ne es par 20 ka balance dalwaya, usko 10O rupay parey hue milay Mera farz tha btana aagay apki mrzi