Parinda zinda ho to chuntiyan khata h Magr jb parinda mar jata hy to chuntiyan usay khati hn,
Waqt kabi b badal skta hy
1 darakht 1 lakh machis ki teeli bana skta hy Magr machis ki 1 teeli 1 lakh darakht jala skti h
To zindagi mein kabi kisi ko dukh mat dena us wqt shayad ap taqatwer hon Magr waqt ap se zyada taqatwer hy.
Zamin insan ko rizq deti hy lakn jb insan mrta hy to phr wo usy apna rizq bana leti hy. Her aik se pyar aur muhbat k sath pesh ao, kisi ki Dil azari na karo, kiun k Zindgi ka koi bharosa ni aur Mout ka koi time ni. Namaz Qiam karo Rab ko Razi karo..plz muje apni duaon yad
Parh parh ilm te faazil hoya Te kaday apnay aap nu parhya ee na Bhaj bhaj warna ay mandir maseeti Te kaday mann apnay wich warya ee na ...Larna ay roz shaitaan de naal