RasoolALLAH SallALLAHu Alayhay wasallam Ne frmaya :
LA.NNAT hai unn Mardon pr jo Aurton ki tarha nazar Aana chahtay hain
aur unn Aurton pr jo Mardon ki tarha nazar Aana chahti hain.
(Sunan Abu daud Kitab ul libaas Hadees 697)
mei teri apna mazak banaya meine
aur kehtay hain log kuch malaal na karna..
yeh kis mor pe layi hai zindigi mujko..
aap bhi kehttay hain k kuch sawal na karna?
JÄWÄB Do Na Jis nay teri ana ki khatir, wafa ki khatir, hansty basty jahan ko chora, tamam dunya say rishta Tora, tumhari ankhoon mai rung saja ke, wafa ka tujh ko khuda bana ke, tumhary qadmoon main sar jhuka ke, ibadton ko dwam baksha, tujhay zamany mai naam baksha, tumhari khatir tamam zulmon se larne wala, bohat ranjeeda situm raseeda, wafa guzeeda, kal ik koochay mai ro rha tha, kisi nai poocha to kia kaho gy? naam mera bta sko gy? JÄWÄB Do Na