Pani main pathar mat pheko
Koi pani pita hai
Apne chehre par muskuhart sajaye rakha karo
Koi isi muskan ke liye jita hai
Poetry pt 1
Jab rat k tanha lamho main,
Koi ahat mujh se kehti hai,
Iss dil main halchal rehti hai,
Koi jugno pas se guzre tou,
Koi baat halak se nikle tou,
Main khudse uljhne lgta hon,
Phir jane kya kya kehta hon,
6 khoobsurat Farman..!
(1) Zaalim Ke Zulm Se Nahi ßalky Saabir Ke Sabar Se Daro.
(2) Zaruri Nahi Jo Khoobsurat Ho Wo Khoobseerat ßhi Ho!
(3) Aitbar Ki ßarish Main Itna Mat ßheego K Jism Nazar Aany Lagay.
(4) Kisi Ko Haqeer Mat Samjho Q K Raasty Ka Mamooli Pathar ßhi Munh Ke ßal Gira Sakta He
(5) Jisko Apna Khayal Nahi Woh Kisi Ka Khayal Nahi Rakh Sakta.
(6) Kisi Ko Parkho Mat
Q Ke Is Se Rishta Kamzor Hojata Hai.!
1) Aisy shaks per zulm karny se mohtat rehen, jis ka ALLAH k siwa koi na ho.
2) Logon Ki Zarooraton Ka Aap Se Wabasta Hona Aap Per ALLAH Ki
Enayat Hai.
3) Apnay dost ko nasihat karty rahen chahy usay acha lagay
ya bura.
4) Insan ki aik aik saans mout ki taraf aik Qadam hai..
1 baar Mughal Badsha ALAMGIR ne apne nokr
MUHAMMAD HASSAN
ko hasan keh kr bulaya to wo King k lye wazo ka pani ly aya.. ksi ne pucha Tum ko kese pta k
BADSHA
ko wzu ki hajat hy?
Nokr ne jwab dya
BADSHAH
ki adat hy k wo bagair wzu k
“MUHAMMAD“
nam ni leta.
Jb Badshah ne muj ko sirf HASAN
keh kr pukara to me samaj gea k BADSHAH
ka wazo nhi hy or me wazu ka pani le aaya
“SUBHAN ALLAH“
Kash hmein b
“NABI PAK S.A.W.W“
ka aisa adab hasil hojae.
Aameen.
..trust is like a mirror ...
once its broken..
its never seen the same again
and no matter how hard you
try to put it back together...
the cracks will always show.
*GØ£DEN TIP§*
*Qurän ki Tilawat kiya käro Bèshak Qurän Apne Parhnay waloon ki Qyamat k Din Sifarish karega*
**Paon beshak Phisal jaye,
Lekin
Zaban ko Phisalne na do**
***Aaj Amal hai
Hisab nahi,
Lekin
kal Hisab hoga Amal nahi***
**Jhoot bol k Jeet jane say Such bol k har Jana behter
hai**
* Dunia Me Sb Se Mushkil Kam Apni Islaah Krna Hy Or Sb Se Asaan Kam Dusre Pr Tnqed Krna.
*Nafrat Dil Ka Pagalpan Hy
(SUNEHRI BAAT)“Agar Kabhi Tum Kisi Se Rooth Kr Duur Jana Chaho
Tou Itni Duur Na Jana“… K, “Wapsi Ka Kiraya mang k ana pare“
…… Zuban ki hifazat doulat sy ziyada mushkil hy
….. Ghareeb logon par ehsaan kro Q k ghareeb hony me waqt nahi lagta