Akele Hain Tnha Hain Kahan Jaye Hum Tumhari Berukhi Ko Kise Sunaye Hum Bhout Chaha Hain Tumhe Kya Bataye Hum Pass Hokr Bhi Door Hain Yeh Dooriyan Kaise Mitaye Hum Na Jaoo Ruswa Krke Is Gulistan Me Hame Kaise Zakhm Chupainge Baharo Se Hum Kabhi To Yaad Karoge Is Pyr Ke Zamane Ko Tab Na Hoga Waqt Or Na Honge Manane Ko Hum...
Aisi hwa chli hay k sab phol jal gae Jan se azeez log b kitne bdal gae Tere bghair jeene ka kis ko guman tha Ham khud b sochte hain k, kaise sambhal gae....
Aisa Nahi, K Tujh Se Mohabbat Nahi Humay Gham Roz Roz Sehny Ki Aadat Nahi Humay Har Bar Tere Samnay Sar Ko Jhoka Liya Aur Phir B Dekh, Tujh Se Shikayat Nahi Humay Tu Aitbaar Kar, K Tujay Chahatay hain Hum Teray Siwa Kisi Ki B Chahat Nahi Humay Hum Jantay Hain, Tu B Hai Tanha Humary Bin Auron Se PochNay Ki Zarorat Nahi Humay Kesay Rahein Gay Bin Teray Ab, Baat Maan Lay Tery Bagair Rehnay Ki Aadat Nahi Humay
Aik tumhare rooth jane say kisi ko kuch nahi hota phool bhi mehkte hain rang bhi damakte hain sooraj bhi niklta hay tare bhi chamakte hain lakin itna zaror hota hay ik tere rooth jane say KOI HANSNA BHOOL JATA HAY ...