Kabhi Aansoo Kabhi Khushboo Kabhi Naghma Banker Hum Say Her shaam Mili Hai Tera Chehra Banker Chand Nikla Hai Teri Aankh K Ansoo Ki Tarah Phool Mehkay Hain Teri Zulf Ka Saya Banker
Kaate nahi kat te hain lamhe intezaar ke, Nazarein jama ke baithe hain raste pe yaar ke, Dil ne kaha dekhein jo jalwe husn-e-yaar ke, Layaa hai koun inko, phalak se utaar ke.
jo kuch bhi mila hai usi mein khush hu mein tere liye khuda se taqrar nahi karta, par kuch to baat hai teri fitrat mein zalim warna tujhe chahne ki khata baar baar nahi karta