Send "Others" Mobile SMS to Friends
-
Mainne dekha tha un dino mai usy,
Jb wo khilty gulab jasa tha,
Uski palko se neend chanti thi,
Uska lehja sharab jasa tha,
Uskizulfo se bhegti thi ghataa,
Uska rukh mehtaab jasa tha,
Log partey they khad~o~khaal usky,
Wo adab ki kitaab jasa tha,
Bolta thazubaan khushbu ki,
Log suntay thay dharkano mai usy,
Maine dekha tha un dino ma usy,
Sari Aakhain thi aaina uski,
Saray chehro maintekhaab tha wo,
Sb se milkar b ajnabi rehna,
Ik darya noma saraab tha wo,
Ye haqeeqat hai koi khawaab tha wo,
Meri neendain usi kinazar hoien,
Maine paya tha rutjago ma usy,
Maine dekha tha un dino mai usy,
Jab wo hansS hansS k baat karta thaaa,
Dil k khaimey mairaat karta tha,
Rang party thay achalon mai usky
Maine Dekha tha un dino mai usay
Ye bhoooot dair ki kahani hai,
Ye bhoooot door kafasana hai,
Usky mery milaap ma hayil
ab to sadyo bhara zamana hai,
Ab haal apna b
Dasht-e-hijraan ki shaam jesa hai
Kiakhabr in dino wo kaisa hai,
Ma ne dekha tha un dino mn usy,
Jb wo khilty gulab jasa tha...
Sorry ! Send Free SMS to all networks be back shortly!!